Urdu Ghazal | Urdu Romantic Ghazal Shayari
Urdu Ghazal | Urdu Romantic Ghazal Shayari
| Ghazal In Urdu Romantic | Mohabbat Ghazal Urdu
| Ghazal In Urdu Romantic | Mohabbat Ghazal Urdu
Ghazal In Hindi Romantic
haae logon ki karam farmaiyan
tohmatain badnaamiyaan ruswaiyun
zindagi shayad isi ka naam hai
dooria majboriyan tanhaiiyan
kya zamane mein yun hi katti hai raat
karvatein betabiyeh angraiyaan
kya yahi Hoti hai Shaam intzaar
ahhtain ghabrahatain parchaiyan
aik rind mast ki thokar mein hain
shahiyan sultaniyan daraiyan
aik paiker mein simat kar reh gayeen
khoobiyan zebaiyan raanaaiyaan
reh gayeen ik tifal maktab ke huzoor
hikmate aagahiyan danaiyan
zakham dil ke phir haray karne lagen
badliyan barkha ruttain parwayan
deedaa o danista un ke samnay
lagzishen nakamian paspaiyaan
mere dil ki dharkanon mein dhal gayeen
chorhyan mosekiyan shehnaiyun
un se mil kar aur bhi kuch barh gayeen
uljhanein fikrein qiyaas aaraiyan
kafait peda kar samandar ki terhan
vusaten khamoshiyan gahrayiaan
haae logon ki karam farmaiyan
tohmatain badnaamiyaan ruswaiyun
zindagi shayad isi ka naam hai
dooria majboriyan tanhaiiyan
kya zamane mein yun hi katti hai raat
karvatein betabiyeh angraiyaan
kya yahi Hoti hai Shaam intzaar
ahhtain ghabrahatain parchaiyan
aik rind mast ki thokar mein hain
shahiyan sultaniyan daraiyan
aik paiker mein simat kar reh gayeen
khoobiyan zebaiyan raanaaiyaan
reh gayeen ik tifal maktab ke huzoor
hikmate aagahiyan danaiyan
zakham dil ke phir haray karne lagen
badliyan barkha ruttain parwayan
deedaa o danista un ke samnay
lagzishen nakamian paspaiyaan
mere dil ki dharkanon mein dhal gayeen
chorhyan mosekiyan shehnaiyun
un se mil kar aur bhi kuch barh gayeen
uljhanein fikrein qiyaas aaraiyan
kafait peda kar samandar ki terhan
vusaten khamoshiyan gahrayiaan
हे लोगों, कृपया
निंदा, निंदा, अपमान
जीवन शायद उसका नाम है
दूरियाँ, मजबूरियाँ, अकेलापन
क्या यह है कि रात कैसे बीतती है?
फसलें अधीर होती हैं
क्या यह शाम का इंतजार है?
आहें, घबराहट, परछाइयाँ
वे एक शराबी द्वारा ठोकर खाई जाती हैं
किंग्स, सुल्तान, दारास
एक पैक में सम्मिलित
गुण सुंदर हैं
एक बच्चे को स्कूल के सामने छोड़ दिया गया
बुद्धि जागरूकता
दिल के जख्म फिर से हरे होने लगे
परिवर्तन किए जाते हैं
जानबूझ कर उनके सामने
फिसल जाता है, असफलता, असफलता
मेरा दिल पसीज गया
चूड़ियाँ, संगीत, मंत्र
उनके साथ, कुछ और हुआ
उलझन भरे विचार, अटकलें
समुद्र की तरह आत्मनिर्भरता पैदा करके
विस्तार, मौन, गहराई
हे लोगों, कृपया
निंदा, निंदा, अपमान
जीवन शायद उसका नाम है
दूरियाँ, मजबूरियाँ, अकेलापन
क्या यह है कि रात कैसे बीतती है?
फसलें अधीर होती हैं
क्या यह शाम का इंतजार है?
आहें, घबराहट, परछाइयाँ
वे एक शराबी द्वारा ठोकर खाई जाती हैं
किंग्स, सुल्तान, दारास
एक पैक में सम्मिलित
गुण सुंदर हैं
एक बच्चे को स्कूल के सामने छोड़ दिया गया
बुद्धि जागरूकता
दिल के जख्म फिर से हरे होने लगे
परिवर्तन किए जाते हैं
जानबूझ कर उनके सामने
फिसल जाता है, असफलता, असफलता
मेरा दिल पसीज गया
चूड़ियाँ, संगीत, मंत्र
उनके साथ, कुछ और हुआ
उलझन भरे विचार, अटकलें
समुद्र की तरह आत्मनिर्भरता पैदा करके
विस्तार, मौन, गहराई
No comments:
Post a Comment